Dear student,
Ji haan, aap kisi bhi age par LLB course mein admission le sakte hain. BCI ki guidelines ke hisaab se, koi bhi candidate jo LLB eligibility criteria meet karta hai, wo is course mein bina kisi upper age limit ke admission le sakta hai.
LLB admission ke liye aapke paas ek recognised university se kisi bhi stream mein bachelor level degree honi chahiye. UG ke minimum marks required 45-50% ke around hote hain.
How is Fairfield Institute of Management and Technology college for law courses?
Sir college ke bare me jankari chahiye
I have completed 4 year degree course of Bachelor of Civil Engineering. Can I apply for LLB course?
What is the BTech LLB pattern and syllabus for admission at UPES Dehradun?