Kya out of Bihar k candidates ko Nawada Vidhi Mahavidyalaya mein BA LLB admission lene k liye 12th k baad koi entrance exam dena padhta hai ya 12th ke marks se admission ho jata hai?

- Dona somUpdated On June 11, 2025 08:08 PM

Dear student,

Nawada Vidhi Mahavidyalaya mein BA LLB admission students ke 12th ke marks par depend karta hai. Aapko is college mein BA LLB course pursue karne ke liye koi entrance exam nahi dena hoga. Agar aapne class 12 pass kiya hai with minimum 45% marks (42% for OBC, 40% for ST/ SC/ EBC) toh admission ke liye apply kar sakte hain.

- Sukriti VajpayeeAnswered on June 11, 2025 08:08 PM
  • 0
  • 0
  • 0

Top