MA Hindi entrance test ke liye passing marks alag-alag universities mein alag ho sakte hain. Aap jis university mein apply kar rahe hain, uske official notification ya prospectus mein yeh jankari di hoti hai. Aam taur par 40%–50% minimum qualifying marks hote hain, lekin cut-off marks competition ke hisaab se zyada ho sakte hain. Kripya apni university ki website check karein ya admission office se sampark karein for exact details
0
0
0Can i get admission for m.a after completing my b. Ed in west Bengal
Sona Devi University mein PG courses ka admission season kab shuru hota hai?