Mahabodhi College mein B.Ed admission kab se hoga 2025 mein. Kya documents lagte hain Bihar B.Ed CET counselling mein?

- shivam kumarUpdated On July 11, 2025 03:37 PM

Dear student,

Mahabodhi Mahavidyalaya mein B.Ed admission Bihar B.Ed CET exam ke through hota hai. Round 1 Bihar B.Ed CET 2025 seat allotment July 5 ko release hua tha aur jo students select huye hain wo admission fee July 15 tak pay kar sakte hain. Agar aapko Round 1 mein apni choice ki sear allot nahi hoti hai toh aap Bihar B.Ed 2025 ke aage ke counselling rounds mein participate kar sakte hain.

Bihar B.Ed CET counselling process ke liye ye documents required hote hain:

  • Application Form
  • Scorecard
  • Admit Card
  • Seat allotment receipt
  • Marksheets of class 10, 12, and graduation
  • Category Certificates (ST/ SC/ OBS/ PWD/ EWS/ etc, whatever applicable)
  • Migration Certification
  •  Passport Sized Photographs

- Sukriti VajpayeeAnswered on July 11, 2025 03:37 PM
  • 0
  • 0
  • 0

Top