Dear Student,
12th pass ke baad, pehle apko ek reputable air hostess/cabin crew course choose karna hoga. Eligibility criteria: 50%+ marks, 17–26 saal ki age, height around 157 cm, aur good fitness. Course complete karne ke sath apko communication skills aur grooming pe focus karna zaroori hai. Iske baad aap airline ke entrance ya direct placements ke liye apply kar sakte hain.
Baaki details aapko yaha mil sakti hain: Air Hostess Courses after 12th
Best of Luck!
When does the bsc nursing provisional list released?
बीएससी नर्सिंग की फीस क्या रहेगा,हर साल में